Abhinav Mishra   (Nanku)
59 Followers · 12 Following

Nahh nahh nahh this isn't the way ....
The way you see and the way i sway....
Joined 23 March 2018


Nahh nahh nahh this isn't the way ....
The way you see and the way i sway....
Joined 23 March 2018
10 AUG 2022 AT 0:52

Yun toh chaand bdha rha tha lehron ki unchaii ko,
Magar usi lehar mein woh ek chota sa dikhayi diya,
Yun toh moti chote chote behke aaye pass mein,
Par jaata hua woh ek aasun mota sa dikhayi diya.

-


17 AUG 2021 AT 3:10

All i need is that one holding point of my life.

I can see it, i can feel it, but it is not visible.

Between everything i see and everything i think, there is a hint of uncertainty.

All i want is to see, neither behind nor beyond, just the things in between.

For all its worth, the subject is destiny.

People are allowed to be skeptical but once in a lifetime, they realise the best book they ever read, was the one they lived through.

-


27 NOV 2020 AT 2:19

Patharon k toot jaane ki awaaj hui
Sheeshon k toot jaane ka shor hua
Dono uthe aur lgane lage iljaam
Maine nahi phle isne mujhe chhuaa.

-


25 OCT 2020 AT 11:21

What's this world gonna think about the wisdom you pursue?, is the only wisdom you should not have.

-


22 OCT 2020 AT 2:49

Mujhe pareshaan krte rahe ye baaton k saaye,
Main phir aaj raat jinhe lapet k so gya,
Main chota tha toh lag jaata tha maa k gale se jaakr,
Aaj bda hone k guroor mein apne bistare pe ro gya.

-


18 OCT 2020 AT 1:11

Yunhi nhii jhukti kaynaat tere kadmo mein,
kbhi khud ko kbhi sir ko jhukana pdta hai, Yun muyassar ho jaaye har khusi ye mumkin nhii,
aansuon se inka santunal bnana pdta hai.

-


16 OCT 2020 AT 21:19

Tum banao kisi tasveer mein koi rasta,
Main bnata hun kahin dur se aata hua main.

-Ammar Iqbal

-


5 OCT 2020 AT 10:42

Yunhi nahi pareshaan hota main
Khud ki baaton ko lekar
Khud ke kyi faislon ne
Mujhe khud se dur kiya hai.

-


2 OCT 2020 AT 13:32

Mujhe khamosh meri yaadein taaza krr jaati hain
Ye hawayein pichli jab bhi aati h , mere dard ko jyada krr jaati hain.

-


19 MAY 2020 AT 2:26

जो कभी हुआ है नही,
मैं उस चीज़ का बोझ ढोता रहा,
जिसने कभी मुझे अपना कहा ही नहीं,
मैं उस शक्स के लिए रोता रहा।
परेशान रहा में सुबह शाम,
किसी के सपनों में आते रहने से,
जिन मोतियों की छंकार से नींद टूटती रही मेरी,
मैं उठ उठ कर उन्हें आसुओं से पिरोता रहा।

-


Fetching Abhinav Mishra Quotes