Abhinav Arya   (Abhinav)
38 Followers · 18 Following

Very special
Joined 7 January 2018


Very special
Joined 7 January 2018
23 OCT 2019 AT 0:56

Agar khuda ek hai to wo bhi tanha hoga
Aur aisa hai..to har ishq khuda hoga
Junun ae ishq ki holi mei har rang lal hoga...
Aur koi darmiyaa aae to khun bhi gulal hoga!!!

-


2 AUG 2019 AT 14:59

Still today....
The love of the first day
Is still beating in me

-


31 JUL 2019 AT 21:21

As the darkness
Is jss mine...

-


30 JUL 2019 AT 11:59

Then take my soul
With you...

-


29 JUL 2019 AT 1:14

Jab jab dard ka badal chaya
Jab gam ka saya lahraya
Jab aasu palko tak aya
Jab ye tanha dil ghabraya
Humne dil ko ye samjhaya
Dil aakhir tu ku rota hai
Duniya mein yu hi hota hai
Ye jo gahre sannate hain
Waqt ne sabko hi baaten hain
Thoda gam hai sabka kissa
Thodi dhup hai sabka hissa
Aankh teri bekar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai
Ku tu aise pal khota hai
Dil...aakhir tu ku rota hai???

-


26 JUL 2019 AT 11:18

To have this vast darkness
Around me...??
OR
To get lost my soul in it???

-


22 JUL 2019 AT 18:14

Wo bhi ek waqt tha...
Jab hum socha krte thy
Kaise hogi ye zindigi
Tere bin
Aur aaj ye wqt hai
Hum jeena bhul gay
Aur zindigi beet rhi

-


22 JUL 2019 AT 14:52

फिर दूर कोई तारा टुटा
फिर इश्क़ ने ली अँगड़ाई
आज फिर तेरी महफ़िल में
मै हु गम है और ये तन्हाई।

-


21 JUL 2019 AT 19:51

Its comes to tear deepest heart
When no one is there with you
To make the moment for ....

-


18 JUL 2019 AT 22:58

Pyar to ek jimmedari hai
Jisse sirf taqdeer wale
Uthaya karte hai...

-


Fetching Abhinav Arya Quotes