Abhimanyu Ghosh   (Abhi)
107 Followers · 407 Following

Joined 21 November 2021


Joined 21 November 2021
31 MAR AT 13:31

Dulhan bankar aati ho
Sajti savarti ho sharma jaati ho Dulhan bankar aati ho
Sajti savarti ho sharma jaati ho
Koi apna se kahe
To tirchi nazar se ghayal kar jaati ho Dulhan bankar aati ho
Apna bana le jaati ho

-


31 MAR AT 13:29

Dua hum karte hai
Kabhi door na jaana humse
Dua hum karte hai
Kabhi door na jaana humse
Pass hokar bhi
Kabhi khona jaana humse
Bahut chaaha humne tumhe
Bahut chaaha humne tumhe
Kabhi bewafa na kar jaana humse

-


31 MAR AT 13:27

Kitne haseen aaye
Kitne haseen gaye
Is dil ne kya samjha
Bas
Likhte chale gaye

-


31 MAR AT 13:26

Aaye hai ek haseena
Dil ko chhune ke liye
Kabhi hasasti
Kabhi muskuraane ke liye
Kabhi sharmaati
Kabhi zulfe lehraati
Aaye hai haseena
Dil ko churaane ke liye
Kabhi dil dil ka doctor ya
Kabhi shimla mirchi mein
Alag andaaz dikhaate huye
Aaye hai haseena
Dil ko churaane ke liye
Hai main marjaavan
Usiki pyaar mein

-


15 MAR AT 20:00

Ek alag cafe mein
Waqt bitaaye humne
Kuch naye alag khane khaaye aur
Kuch alag thandai piye ne humne
Behtereen khaane chaka humne
Ek alag cafe mein
Waqt bitaaye humne

-


13 MAR AT 15:00

Sher - O - Shayri

By

Abhimanyu Ghosh

-


13 MAR AT 14:30

Sher - O - Shayri

By

Abhimanyu Ghosh

-


13 MAR AT 14:27

Sher - O - Shayris

By

Abhimanyu Ghosh

-


11 MAR AT 6:28

Zinda hoon main
Kisi ki dard mein
Kisi ki yaad mein
Kisi ki pyaar mein
Kisi ki tanhaai mein
Kisi ki chaahat mein
Zinda hoon main
Kisi ki chaahaton mein
Kisi ki baahon mein
Kisi ki tanhai bhari raahon mein
Aakhir Zinda kyo hoon main
Kisi adhuri kaam ke liye pura karne ke liye
Zinda hoon main

-


11 MAR AT 6:22

Unka khoon nahi hai, unka paani hai
Unke dard bhara toofani hai
Vo the bete Chhatrapati shivaji ke
Kehlaate unhe sambaji maharaj
Anth mein vo seh gaye itne dard aur peeda
Jab dagabaaz de gaye apne hi saathi
Phir bhi haar na maane unhe kabhi
Anth tak vo lad gaye sabhi se
Kehlaate unhe sambaaji maharaj

-


Fetching Abhimanyu Ghosh Quotes