Khawish ka samundar jab aur khubsurat ho jaaye
Khud se jyada kisse aur ki fikr sataye
Dil m har waqt uska aishaas gudgudaaye
Aankhon m chamak se chaa jaaye
Jab jindagi ko jeene ki khubsurat wajah mil jaaye
To sayad isse aishaas ko duniya pyaar ka naam de jaaye-
Maana ki har dard ko muskurakar sahte h
Jubaa se koi na sikaayat karte h
Zamaane bhar m hum to sher bante h
Par dil he dil m khud se ye baat kahte h
Ki jindagi tere imtihaano m fail hone se darte h-
Rone ki wajah hazaar hoti h
Duniya gamon ka bazaar hoti h
Par yahi kahi nazaron m junoon hoti h
Mehnat se mile har neend m sukoon hoti h
Khusi har choti choti chizon m hoti h
Bas jarurat usse mahsus karne m hoti h
-
Jab pareshan ho sab,tu uljhan suljhata h
Har baar girkar bhi,tu raah khud banata h
Muskil ho kitni bhi dagar,tu hal dhundh laata h
Duniya m sabse pehle,tu apno ka dhyaan laata h
-
Sath chalne ka durr tak iraada ho
Har toofan m sath dene ka waada ho
Khusiyan dugni gam aadha ho
Pichhe na ho kadam wo atut waada ho
Humsafar sabd ko har haal m nibhaane ka iraada ho
-
Ye duniya ka ushul bhi ajeeb hai saheb
Matlab na ho to koi yaad na kare
Kaam jab ho to aisa dikhate hai saheb
Ki bina aapke ek saans na chale
-
Jab suraj ki tarah tapte to koi
Sath nahi deta
Jab nam ho aankhen to koi
Sath nahi deta
Jab mushkil ho safar to koi
Sath nahi deta
Par muskil se jo bade manzil ki taraf to
Badal gaye ye tauhmat jag deta-
Mohhabbat ho nahi sakti do samjhdaro ke bich m
Kyunki thode bachpana jaruri h raazdaaro ke bich m-
Maan loge to haar hogi
Tthaan loge to jeet hogi
Agar akele aage badne ki aag hogi
Tabhi pichhe kaafile ki barsaat hogi-
Himmat baahar nahi andar se milti h
Gir kar sambhalne se milti h
Pure himmat se ladne se milti h
Har haal mei chalte rahne se milti h-