Abhee Sharma   (Konvictedhand)
90 Followers · 107 Following

read more
Joined 4 November 2017


read more
Joined 4 November 2017
5 JUN 2020 AT 2:33

Raatein ab sukoon nahi deti
Tujhse mulaqat shayad de jaaye ✌️

-


16 MAY 2020 AT 0:01

Because when you think you're gonna die yesterday,today is sweet ❤️❤️

-


15 MAR 2020 AT 0:59

Khushiyaan dhoondte dhoondte
Kitne door aagaye
Na manzil haath aayi
Na hi gum ne akela choda

-


30 JAN 2020 AT 23:32


Kya vo ummid se naaummidi Kar jaana jaayaz hai??
Kya vo sadiyaan bas lamhon mein simat Gaye ??
Sab itna kuch Kyu badal sa Gaya ,
Kyu waqt ka dorr thaam main na Chala,
Akelaa tha Kal akela main aaj Raha

-


21 SEP 2019 AT 23:24

Zimmedaari ki dor ne
Aisi bandishein baandhi ki
Khushiyon ne kabhi saath na chodaa.......



-


30 AUG 2019 AT 21:42

Rishton ki Kadar Kiya Karo,

Tajmahal duniya ne dekha hai
Mumtaaz ne nahi

-


13 AUG 2019 AT 10:10

Maut se darne ki baat karte ho tum,
Log yahaan jeene se darte hain

-


5 AUG 2019 AT 19:07


Log pal bhar ki khushiyon mein jee rahe,
Inhe Zindagi bhar ka saath gawara nhi
Jism ki bhook rakhna,
Umar bhar ka saath,
Ye aas lagana nahi.....

-


27 JUL 2019 AT 21:42

Kisi ko na Pana dard deta hai,
Par kisi ko paakar khona,
Tabaah Kar deta hai

-


27 JUL 2019 AT 1:09

Thoda sa pyaar
Aankhbhari syaahi

-


Fetching Abhee Sharma Quotes