Kabhi maasum, kabhi nadaan ka mukhota pehene,
Na jaane kitno ke dilo.n se khele,
Kar ke barbaad khushaal Ashiana,
Humne dekha nahi Aisa koi parvana.-
Kuch ki hasrat, kuch ki haisiyat unke amaal se jhalakti hai,
Na jaane ye duniya kyun apne matlab se chalti hai...-
Kuch ki hasrat, kuch ki haisiyat unke amaal se jhalakti hai,
Na jaane ye duniya kyun apne matlab se chalti hai...-
Socha nahin tha taqdeer yahan layegi,
Manzil pe aate hi jaan chali jayegi...
Yeh toh sikandar ne bhi nahin tha socha,
Aane se pehle khushi laut jayegi ...
Humne socha tha kya aur kya se kya hua,
Jaa rahe hai aaj yeh zamane ko batake...-
Usne zalil karne me koi kasar na chodi,
Hum ne do sawaal kya kiye badnaam hogaye....-
Socha tha ghar banaa kar baithunga sukoon se,
Par Ghar ki zarurato.n ne musaafir bana diya...-
Aur bhi dard hai zamaane main mohabbat ke siwa,
Hum har marz ki dawa rakhte hai mohabbat ke siwa,
Phir to gam-e-hayat ka masla hi mit gaya,
Aisa koi ranj hi nahi iss marz-e-mohabbat ke siwa....-
Yes of course I am athletic,
I surf the Internet every day...-
When one door of happiness closes, another opens, but often we look so long at the closed door that we do not see the one that has been opened for us.
-