DOSTO ,
INSAAN KO APNI AUKAT, us WAQT PATA CHALTI HA ,,,,,,,,
JAB USEEY WAHA SE THOKER PADTI HA,
JAHA USNE BHAROSA KIYA HO......-
KOYLA KEHTE MAGAR KIRDAR MERA MOTI HA ,
SAMJHSE PAREEY CHIZ BEKAR HI HOTI HA..............-
DOSTO,
HUME ZINDGI ME KHUCH AISE LOG BHI MILTEY HA ,
JINHE HUM KABHI PAAA NHI SAKTE ,lekin
MAGAR CHAAAH TOH SAKTE HA ...-
DOST ,
Jab talab me pani hota ha na ,
Jab macchliya - chiti ko khaati ha ,
Aur jab talab sukh jata ha na toh,
Chitiya - macchli ko khaati ha .
DOSTO ,
MOUKA sabko milta ha ,
iSliye kabhi kisi ka bura mat karna .....-
WAH RE PiLLOOO.........
MASOOM BANKAR CHATURAI KARNI KARNI SHURU KARDI ........
JAB MERI BARABRiii NHI KAR SAKEEEE,,,
TOH MERI BURAI KARNI SHURU KARDI .........ššš
-
Zindgi me kabhi bhi 3 logo ki baat ka bharosa maat karna .
1) apka vo dost Jo apka bhi dost hai aur apke dushmano ka bhi dost ha. šš
2) vo insaan Jo apke samne aker dusro ki burai karta ho.
3) vo insaan Jo apke muh par apki bhut tariifey karta ho.
-
Ache insaan me baas ek hi burai hoti ha,
Ki wo sabko acha samjh Leta ha.
šÆ-
Dusro see jalne wale hum nhi ,
Aur humse jalne wale Kam nhi ....
š-
Pehle tasali karlo wafadar Kon ha ,
Pehle tasali karlo wafadar Kon ha ,
Waqt to Bata hee dega gaddar Kon hai...ššš-