यूं बैठे कुछ विस्मरण हुआ
कभी कहीं आज किसी का जन्म हुआ...
न पिता न माता है उसकी
फिर भी वह सबका निर्माता हुआ...
लोगों ने ना माना उसे कुछ
पर कुछ में भी उसका विस्तार हुआ...
कूश से बना उसका शरीर
पर शरीर का भी अस्तित्व न हुआ...
अस्तित्व का दायित्व दिया स्त्री को
और स्त्री का अस्तित्व भी उनसे हुआ...
शंका त्याग बनी शंकर नारी
और स्वयं धारा पर विश्राम हुआ...
भूत-प्रेत से अधिक लगाव
पर प्रेम देवो से कम न हुआ....
करके संसार को विषमुक्त
कंठव्याल उनका नाम हुआ...
"अबीर, रंग छोड़ भस्म लगाए
भूतेश्वर, नागेश्वर नाम सुहाए
क्रोध इनकी नेत्र में समाए
प्यार से इन्हें भोले बुलाए"-
Par jo use itihaas b... read more
Unse baat hai par kehne ka sahas nhi
Woh saath hoke bhi paas nhi
Chand si to hai woh
Chu to raha huin par chhune ka ehsaas nhi
-
Kisi ke liye ziddi to kisike liye akdu...
Kisi ke liye mere paas hai attitude..
to kisi ke liye main mahaghusel...
Kisi ke liye mujh mein pramukhta
to kisi ke liye main ahenmani,
Phir bhi ek liye main rahun raniyo ki rani...
Na daantna , na koi shikayat...
Na ruthna ,na mannane ki aayat...
Meri haar ko bhi maane apne Jeet,
Samjhe behtar meri kabiliyat....
Khud ke liye na chahe kuch...
Sapne kare sach much...
Lena ho to le le ghum saare,
Haq mein ho to de de sab kuch ...
Jeena unhi ki khati, mohabbat unke naam se...
Hogi dhadkan koi aur tumhara,
meri zindagi mere "BABA" ke naam se....-
Meri baato ko dil se lagate ho....
Kabhi dimag se lagakar to dekho....
Yun kar shayad
tab tumhein pata chale ki,
zindagi ki majbooriyon ne
humare honth sile huye hai...-
Kitne bebas hai log
kismat ke aage...
Sapne toot jaate hai
haqeeqat ke aage..
Jo log jhuke nhi kabhi kisi ke saamne,
Woh bhi jhuk gaye
pyaar ke aage....-
Aks unka hum mein ek reh gaya...
Aks humara bhi ek kho gaya...
Tode gaye hum yun besahara bankar,
Tukde unke dil ka bhi kho gaya...-
ibadat-e-ishq maula
Barqat karna mere yaar par....
Aaj unhone taqleef di hai iss ada se ki
Fidaa hai hum unke inkaar par....-
Ab ISHQ aur IBADAT
mein koi fark nhi
Ishq ki shuruwaat aap se,
aur ibadat muqammal bhi aap par....-
Zindagi bhi ajeeb hai....
Kabhi us jeete bager maza nhi aata
Aur kabhi usse haar,
kar bhi ek alag hi mazaa hai....-
Hum saath nhi iss baat ka ghum hai
Par tu salamat hai isse ,
dil ko sukoon hai....
Tu paas nhi iss baat ghum hai
Par tu khush hai isse ,
dil ko sukoon hai.....
Khuda ne humari zindagi ki lakeeron
ko bhale hi alag kheencha ho,
Par tu aabad hai isse
dil ko sukoon hai....-