Aazad   (Aazad)
30 Followers · 28 Following

Wanderer
Joined 22 February 2019


Wanderer
Joined 22 February 2019
20 AUG 2021 AT 23:07

Woh humesha pass rhi hain meri,
Kisi aur ki banke......
Main humesha dur rha usse,
Bas uska hi banke.

-


18 AUG 2021 AT 17:00

Kahin dur jake kho bhi dekha hain,
Aur tere dar par soh ke bhi dekha hain,
Tu har jagah ek sa hi yaad ati hain.....

-


11 AUG 2021 AT 20:16

Ek ajeeb sa sukoon hain sabr karne mein,
Mano kuch behtareen ki tammana ho,
Jo khuda khud naseeb mein likh rha ho.

-


11 AUG 2021 AT 20:11

Bohot darta tha badalne se,
Phir main badal gya.
Aur akele reh jane se darta tha,
Ab koi saath ho toh darr lagta hain.

-


7 AUG 2021 AT 0:08

Main unke zehen mein mahaz is tarah se rehta hun, ki mano koi gali jo pata toh hain kahan jati hain par kabhi chal ke nhi dekha gya ho.
Koi aisi dhun jo yaad toh hain par zaheer nhi kar sakte,
Koi aisi tasveer jo barson se ki purane album mein rakhi ho, jiska chehra dhundla par gya hain,
Koi aisa chutkula jo koi yaad dilaye toh yaad aye. .......

-


4 AUG 2021 AT 15:39

Kisiko jite ji maut mehsoos karni ho,
Toh kabhi kisi se mohhabat kar lena

-


24 JUL 2021 AT 0:57

Jyada nhi, bas tinka sa fark tha,
Hume unse mohhabat thi, unhe kisi aur se tha.....

-


24 JUL 2021 AT 0:54

Aur phir, kisi mod pe badal gyi woh,
Kahin aur jana tha, toh chali gyi woh.

-


24 JUL 2021 AT 0:47

Kahin kisi kone mein pada dhul mein lipta hua hoga,
Meri mohhabat kahan kisi ke dil rehne layaak hain.

-


8 JUL 2021 AT 23:06

Saath rehne mein bhi ek duri hoti hain,
Dua humesha kahan puri hoti hain,
Jis din khud pe aya toh pata chala,
Bheekh mangna bhi majburi hoti hain.

-


Fetching Aazad Quotes