Abb utna to nhi ho paega.....
Pyaar par gumaan tha apne....
kr diye the tmhare naam apne sabb sapne....
Vaada kia tha saath khade paoge mujhe harr kadam pe.....
Nibhaati hi jaa rahi thi sabb kucch apne dumm pe .....
Par,par abb utna nhi ho paega....
Samundar ke paani ki tarah khatam to nhi hoga par sukhta jaega.....
Bhut haan bhut pyaar kia tha....
Maala ki tarah tera naam lia tha....
Tune to mujhe mazzak mein lia tha.....
Par mene iss rishte ko pyaar ka naam dia tha.....
Par haan...Abb utna nhi ho paega...
Ye Samundar ke paani ki tarah khatam nhi hoga par sukhta jaega
-