Aarushi Ranjan Ā  (Aarushi)
11 Followers Ā· 16 Following

LivešŸ’™....lifeā¤ļø....naturešŸ’š...
Joined 23 April 2023


LivešŸ’™....lifeā¤ļø....naturešŸ’š...
Joined 23 April 2023
10 MAY 2023 AT 20:13

Sayari...
Pata nhi kya badal raha...
Khud mai khud ha kuch mar raha....
Hatho se kuch rait sa phisal raha...
Samay badal raha ya hum badal the.... Par ab shor khamoshi mai badal raha....
šŸ©¶ā™ ļøā™£ļøšŸ©¶

-


4 MAY 2023 AT 7:40

Sayarii...
Us dard ki takleef bhi kamal ki hoti hai jo bin galati ke mil jaya karti hai....
Ek asesa Rista jisse nafrat bhi sabse jaida hai aur pyar bhi sabse jyada...
@Aarushi

-


3 MAY 2023 AT 18:30

Sayar ki kahani ....
Kuch god gifted hai ....
kuch jindagi ne sikhaya hai .....
Aur kuch aapno ne....🤫🤫

-


1 MAY 2023 AT 1:19

Sayarii..
Tum kaise mujhe en jerriyo mai bandhoge...
Mai to hawa hu..
Na jerriyo mai bandungi na tumhare pyar se darungii....
Mai to hawa hu kaise tum mujhe bandhoge...

-


27 APR 2023 AT 8:49

Payal
Ek jhanak bacchpan ki ....
jo kho gyi en shor mai ....
Aaj wo janak yaad delati hai ...
Wo bacchpan ki bate...
Wo payal ka khona ...
Aur mummy ka chilana...
Wo chanchanahat se pyar ...
Aaj wo pyar na raha lekin wo yaad rah gyi....
Jo kahti hai phir se mujhe tu aapna le....

-


26 APR 2023 AT 5:15

Sayari...
Es duniya me sab ke gum hai....
kisi ke jaide kisi ke kam hai .....
ab kya batae aapko .....
es duniya mai sab ke gum kam hai...
Kyuki duniya mai aur bhi bare gum hai....

-


25 APR 2023 AT 12:52

Sayari..
Jab tute dil ka hal janna ho ...
Ya pyar ka anjaam janna ho ....
Aapne jaise kai aur janna ho ..
To chale aana en sayaro ki duniya mai……..
Yaha ek magoge to hazar paoge....

-


24 APR 2023 AT 14:51

Sayari
Bhawnaye bhi bhah jana chahti ...
Kahaniya bhi kah jana chahti...
Zara sambhal ke yaaro
Duniya bhi daga de dena chahti....

-


24 APR 2023 AT 9:31

Sayari...
Es muskuraraht ka mai kya karu ...
ye to taklif mai bhi mushkurat hai aur khusi mai bhi..
Tum kaise bataoge mere dil ka hal ....
Ye to khud ko mujhse bhi chipata hai...

-


23 APR 2023 AT 19:23

Sayari
Jo mila nhi wo chahte ho...
Jo mila use kho dena chahte ho....
Ye bhi samajh nhi pate tum ...
Wo pyar hai kisi aur ka...
Aur tujhe chahta koi aur hai....

-


Fetching Aarushi Ranjan Quotes