Ki bachpan beet raha hai
Jawani aa ri hai
Aye Zindagi
tu alert ho jaa
Ab teri harne ki bari hai-
Dusro ki ichhayein puri krte krte
Mai khud ki ichhayein bhool gyi hu
Dusro ki batein mante mante
Mai khyd ki bate sunna bhool gyi hu
Han mai jinda to hun
Magar dusro k liy jeete jeete
Mai khud k liy jeena bhool gyi hu-
Aksar aankho se v barsat hua krte hai..
Bs frq ye h ki,
Aise barsat hone se pahle badal shor ni krte h...-
दूसरों को खुशी देते देते,
अब मैं अपना सुकून खो बैठी हूं।
थक गई हूं बहुत बोलते बोलते,
इसलिए अब मैं चुप बैठी हूं।-
9 din व्रत rakh kar
माता ko bula rahi thi
Wo aaj पोती hui hai to
मुंह phula kar baith gyi-
jo log apse jalte hai
Un par thoda hawan samgri dal kr kahiye
' Swaha '-
कुछ इस तरह तेरे इश्क़ का नशा चढ़ रहा है ,
मेरे आँखों में तेरा तस्वीर नज़र आ रहा है।-
हर काम को तीन अवस्थाओं से गुज़रना होता है –
उपहास, विरोध और स्वीकृति।
-स्वामी विवेकानंद-
जीते जी तो नहीं जा पाई मैं उस पावन धरती पर,
लेकिन मेरे जाने के समय में तुम एक उपकार ज़ता देना,
अंतिम संस्कार के समय में तुम मुझे घाट मणिकर्णिका
पहुंचा देना।-
Talash
Aye Zindagi tu mujhe le chal Wahan
Dur Tak Na Dikhe Dharti..
Aur na hi dikhe Asma
Mai,meri saanse,or mari dhadkan,
Chhode sargam aman veena ke taar jnha,
Sukoon ko har pal Zindagi ka.
Aisi ho tanhai, ho aisi gahraiyan.
Na dil toote kisi ka,
Na barishein ho ummeedo ki
Jashn bharaa ho Zindagi ka har pal,
Aaina dikhaye muskurati tasveer meri.-