Ladkiyo k liye unke ghar se accha koi school nhi hota ...
Yhaan tak ki middle class family mei to duniyadaari seekhne ke liye bi ladkiyo ko puri duniya mei nii ghoomna pdta aadhi duniyadaari to unko unke gharwale hi sikha dete hai...-
Dil ko dil se lgao ek alag hi mza hai ,
Koi kahe jao , to ek bar mei chale jao ye uske liye sbse bdi sza hai...-
Muh se aah na nikle to iska ye matlab nahi ki dard na hua ho ,
Kuch dard khamosh bhi hote hai...-
Teri aahat k bina ye dil dhadakta nahi ,
Tere bina ye saanso ka kaarwaan ruk jayega...
Mai khuda k saamne isliye sar uthaye ghumti hu,
...tera naam uncha ho mera sar jhuk jayega...-
Kuch ladkiya apne ghr se bhr sirf isiliye apni respect nii pati kyuki unki self-respect to unke ghr mei hi cheen li jati hai ...
-
There is no wounds
on my body ,
There is no more
tears in my eyes,
But now I want to heal my soul...which is extreamly damaged...-
Ladkiya mohhbaat krne walo ko bhale hi bhool jaye, mgr ijjat krne walo ko kbhi nhi bhoolti...
-
Aaj kal k logo ko open minded aurate bhut pasand hai,
Pr apne ghr ki nhi sirf dusro k dhr ki...-
Mostly girls tb ro deti h jb zra sa dukhi hoti hai ,
Mai aksar bhut gussa aane par roti hu...-
Kuch Ladkiyo ki kismat bdi hi ajeeb hoti hai ...
Ghr mei koi khusi ho to khusi khusi mei ghr ka kaam kra lete hai Or tension ho to unpe gussa nikal lete hai ...
Conclusion: unki apni koi zindgi hi nhi hoti , unke apne koi spne hi nhi hote...
Na unki ijjat or na unka koi ghr...
Unko sirf ek hi kaam aana chahiye adjustment, adjustment or sirf adjustment ... phir chahe sasural ho ya unka apna ghr...-