Wajah chahe jo bhi rahi ho judaai ki
Log toh yehi kahenge tune bewafai ki — % &-
Jo b likha hai
... read more
Uski aankhon ki baat mat pooch
Uski aankhein b baat karti hai !
— % &-
Ab uske khayal se pehle yeh malal aata hai
Ki uske khwaboon ko koi aur aa k sajata hai — % &-
Log mujhse mera haal pochte rahe
Woh dil mein utar k jawab paa gaya— % &-
Kaash!
Kitaab-e-zindagi ko b
kitaboon ki tarah bookmark kar sakte
Aur Jab mann karta apna
favourite chapter bar bar pardh sakte— % &-
Hum jo yeh sakoon-e-dil k liye shayari karte hai
Woh samajh baithe hum aaj bhi unhi pe marte hai 😆— % &-
Woh samajh rahe hai sakoon hai
Meri zindagi magar ek junoon hai
Jahan maine apna ghar bana lia
Woh kisi aur k hisse ki zamin hai— % &-
Nazar mein woh rehte hai
Dil mein koi aur rehta hai
Ghar ka maalik koi aur hai
Magar udhar koi aur rehta hai— % &-
Sawal kya kiya tha
Daikhaiye jawab kya aaya hai
'Aamna' Raat neend nahi aayi
Woh poochte hai khawab kya aaya tha!— % &-
Mera sawal tha
Tumhari zindagi mein meri kya ahmiyat hai?
Jawab aaya
"Meri zindagi mein ab tumhari hi ahmiyat hai"— % &-