Ramsavek hai aap . Sachi bhakti aur mitrata ka padhaya path, He Kesari nandan, marutinandan, He pawansut, Do hame bhi aisa vardan. Hanuman jayanti ki dhero shubhkamana.
Badlaw ko sweekar nhi kiya maine. Isaliye nhi badla mai Jamana chor gaya mujhe piche. Aur mai attit ban gaya Attit ke panne jab bhi paltaooge. Mujhe hamesha paooge Jiwanta ya mrit.......
Dukhaya hai dil maine tumhara, Gairo ko apna banane me, Janta hu, tum phir bhi bura nhi manogi maa, Meri khushi ke liye her gam sah logi maa, Kyo ki tum maa ho, maa. Love you maa.