Deni hai to duwain dee do
Sang wa tohmat k afsane na do
Raj o jamaal husn yousuf
Zulaikha b orr Laila b
Majnu b shreen wa farhaad sab
Jale ishiq mai maanand parvane hazaar hoo-
Engineer by profession confused by heart.
too hee bata meree yaadon ko bhulaane vaale..
main teree yaad ko is dil se bhulaoon kaise..
phool hota to tere dar pe saja rahata..
zakhm le kar teree dahaleez pe aaoon kaise..
-
Shahraan Qamar nahi
Naaa munasib haii tu chaand
Zil-e-qamar naa dekh
Tuu dekh le rukhsaar-e-yaar-
Tha Mehfil Ka Usool ki Kuch Tohfe Laane Hai Chupakr
Or Ham Gareeb Uski Yaadain Sath le Aye...
Or Waha To Sab Masroof The Apne Hi Kamo me
Hum hi Khushnaseeb The Jo Mohabbat Ke Do Pal Le Aye....-
Kitabo Ke Panno Ko Palat kar Sochta Hu
yuu palat Jay Zindagi to Kya Baat Ho
Matlab Se To Sab Dhoondhte Hain Mujhko Bin Matlab Koi Bualaye To Kya Baat Ho
apne Zinda Rehne Tak Sabko Khushi Dunga.
Khushi Kisi Ko Meri Mout Se Mil Jay To Kya Baat Hai...-
mausam garmi ka hai
lekin barish aake baras gye
jo kabhi hua karte the humare nazro ke samne
aj hum unke deedar ko taras gye
-
What I'm feeling??
My sadness??
Not your fault I never blamed you
baby.
I did this to myself
And i got you sucked in My hell and for that I punish myself daily
With tears in my eyes I'm sooo sorry
I shouldn't of let it go further
I couldn't stop my feelings
I already fell in love with your soul
Baby I'm not gonna ask for Forgiveness
I deserve this pain
-
Pehle orr the ab dusre Kirdar Hain Ham
Apne hal kay azz khud hi zimmedar he Ham
Or uske dil ko apni milqiyat samjh kar bethe the ham
Tasswur hi me naa aya ke kirayedar hai Ham-
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai,
tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai.
phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar,
shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai.-