Mila harr Fullo ko hai , wadio ka nazara
Hain harr Nadi ko jo , samundar ka sahara
Urrne ko pachiyo ko , khule asmaan k basera
Waise , Andheri Zindagi mai meri ,
hai tu wo rosni k savera..
-
Meri band aankho ka Noor
Tasavoor mai jo dikhe , mera wo gurur
Sapno k Daman chode arsa hua jisse
Usse hakikat me Mila tu mera Kohinoor
-
Leke nikle hai hm apna dil kai dafa bhare bazar mai..
Loot-te-savarte, firte rahe h bs harbar
< wahi > purane dukkan se..
Jabbhi haazir kia tohfe mai apna dil unhe
humne jitni bhi barr..
Kya batau yarro ,, taull hi diya unhone usse ,
karke tarraju pe savar !
-
<< CHAND >>
Pucha tha humne v,ae haseen-e-chand
falak se zameen ko aaja...
Apne ashiq ko u n tarpa, ab to duriyan n bana...
Usne bade masoomiyat Se kahan,
Teri tarap av kuch adhuri h..
Tera nikharna bhi , av zaruri h..
Sitaro ki mehfilo me v basta h ashiq hmara ..
Roshni se uski mehaz jagmagata h falak-e-jahan sara..
Jis tarah ek Mayaan me do talware nahi hoti..
Zameen k hai Tu
Or, Falak se dekhu to zameen dikhti h bohat chotti..
-
Uljhan aise jo ki bayaan n ho ,
Ho bhi agar arzoo to haalate ravaa n ho..
Mumkin wajood se is dafa,
To koi parda to nahi Aadi..
Fir bhi dil k jharoke se
Kyu baichainya hawaa n ho..
-
Mirza ghalib likhte hai..✍️
Mashroof rehne k andaaz tumhe tanha na karde..Ghalib
Rishte fursat k nahi , tawajjo ke mohtaj hote hai...
-
Kitne Khass ho tum..
Kuch chizo ko durr se dekh jo sukun milta hai, karib se nahi
Wo ahsas ho tum..
Karwahat bhari zindagi ke zhikke mai
Rushgulle ki Mitthas ho tum..
Bechan karti tanha raato mai
Suriley sapno k sath ho tum..
Na ho kar bhi lagta hai..
Kahi Yahi Aas-pas ho tum..
Aur kya batau , kitne khass ho tum..
-
Unki nasili aankho se khatra hai tumhe Aadi zara samhal kr chalo
Kahi dubara dastak n kar jaye pyarr zehn mai iss batt se too daro..
-
कलम , कागज़ और शुराही
कलम , कागज़ और शुराही ,
यारो ने खुब दोस्ती निभाई ....
जब सुनी आहट भी न किसी ने हमारी ,
होठ्ठो से लग तब ,जख़मी दिल को पुकार लगाई ।।
-
Mehsoos kia sabdo ne aaj
Khokle the inke sabhi jazbat ..
Wo jo sukun tha halka bechani mai
Kasar tha bas bharti khamoshi mai
Wajood nahi ab na hone ka...
Ab Kya pane ka or kya khone ka ?-