Humne toh Karza dekar dost gawa diye,
Ab tum kyoun aaye ho, Dost banne ya Karza lene...-
Aadam Hussain
60 Followers 0 Following
"मैं लिखूँगा मेरी जिंदगी का हर वाे 'कल'
बस मुझे मेरी जिंदगी का आज दे दाे..."
बस मुझे मेरी जिंदगी का आज दे दाे..."
Joined 10 April 2018
8 JUL 2022 AT 11:52
2 JUL 2022 AT 11:24
Khet mein Fasal ki jagah Ghaas aur Ghar mein Nasal ki jagah Badmaash janm le, toh unhe ukhad fek Dene mein bhalayi hai...
-
21 JUN 2022 AT 19:13
Ye Badal ☁️ ye Badariya 🌨️...inhein Dekh 👀kar tum yaad aati ho, Bandariya 🐒...😘✌🏼🕊️
-
24 JAN 2022 AT 22:26
Ab yaad nhi aati unko ...
jinko neend mein hum aaya karte they ...-
8 JAN 2021 AT 17:31
6 JAN 2022 AT 16:07
Log Opportunity ko miss karte hain
Aur meri toh Opportunity bhi mujhe Miss kar rahi hai...-
4 JAN 2022 AT 7:10
Na Jane Kiss Rain-Baseri ki Talaash hai Iss Chand ko...Jo Raat bhar Bhatkta Rehta hai Bin Kambal aur Chadar k in Sard Raaton Mein...
-
19 DEC 2021 AT 16:40
Macchar kabhi bhi मधुमक्खी nahi bann sakta...
मच्छर kaatne se Dengue hi hoga
Uska मल kabhi मद nahi ban sakta...-