Un lamho ke yaad aate hai
Jo kabhi bithaye hi nahi..
Un mohabbat ke yaad aate hai
Jo tune kabhi kiya hi nahi..
Bewajah mera dil aaj bhi dhadakta hai
Jo tere paas kabhi tha hi nahi..
Ab bas intezar hai toh us pal ki
Jab dil kahega wo hai hi nahi.
-
Teri zukhi huyi phalko se ishq hai..
Teri udte huye zulfo se ishq hai..
Kaise bayan karu tujhe..
Ki teri parchhai se bhi ishq hai.-
Intezar Hai..
Jab tu laut aayegi daud ke
Us pal ka intezar hai,
Jab humare alfaz khatam ho jayenge
Us khamoshi ka intezar hai,
Jo ishq hum dono ma behta rahe
Us dariya ka intezar hai,
Jaha par koi gham na aane pai
Us dehleez ka intezar hai,
Jo saanse tujh pe loota saku
Us zindagi ka intezar hai,
Jukhi hui phalko se tumhara deedar ho
Un subah ka intezar hai,
Jo humare liye musalsal jalta rahe
Us diye ka intezar hai,
Jo aakhir ma teri bahoon ma hosake
Us maut ka intezar hai.
-
Teri phalke meri aur mud jaye..
Teri saanso se meri saans mil jaye..
Teri har dariya meri aur beh jaye..
Teri dehleez mere mohabbat se bhar jaye..
Teri zindagi mere saat kat jaye..
Tera intezar hai ki tu aa jaye.-
Tumhari yaad aana hi zindagi thi..
Aur na aana tadapna hai.
Guzar lenge aane wale har lamhe..
Bas ek aakhri mulaqat baki hai.
-
Jism aaj bhi wohi hai
Par ab mehek nahi hai..
Tu samne rahe har lamha
Ye kawaish hoke bhi nahi hai..
Kar de mukkamal is rooh ko ek bar aake,
Aakhri dafa hi sahi apne bahoon ma bharke.
-
Bina soye raat bita dete hai
Bina chale din guzar lete hai
Jab khayal hi tumhare nahi hota
Toh Phir kyu mayus rehte hai.
Tum hi Tum nahi ho ehsaas ho Gaya
Dil ka zorse dharakna ab band ho Gaya
Phir bhi layenge Mohabbat kisi ek dariya se
Kyun ki Samandar toh ab Khali ho Gaya.
Ek lamha na bita sake kya yaad rakhunga
Kabhi nazre na mila sake kya mehsoos karunga
Agar kisi din tere naam par jung ho gayi toh
Tuje pehli pankti ma khara milunga.
-
Kuch kushiya kya aa gaye..
Hum likhna bhul gaye,
Matlabi nahi ban gaye..
Tum jaisa ban gaye,
Tujhe rula gaye..
Tab toh adhura reh gaye,
Agar bhula gaye..
Sochenge kamyab ho gaye.
-
Woh jis gali se bhi guzregi,
Waha ke darakht ke waraq bhi kaale par jayenge.
Aisi narak ki devi hai...-
Every time looking other side is not the ignorance,
ignorance is there for increasing cravings.
Ignorance does not mean attitude,
There is something different love in that unseen continuation.-