(Chahat_the_wizard_writer)
15 Followers · 137 Following

Follow IG@ chahat_the_wizard_writer
To know me more
Joined 17 February 2021


Follow IG@ chahat_the_wizard_writer
To know me more
Joined 17 February 2021
24 SEP AT 10:48

Mere aankhon main aaj bhi paani hai

Tere naam mere muh jubani hai

Tu aaj bhi behad yaad aati hai mere ish jehen ko

Yeh tera kesa chaab chhod jaani hai

✍️ Chahat Jain

-


22 AUG AT 21:20

Behad kahaniyaa ish jubaan par aaj bhi dabi hai....

Bohat si baatein aaj bhi ankahi hain....

Koi humse agar akele main puch le kya koi baat dil main dafan hai ??

Kasam se khul kar bata denge ish dil ne na jaane kitne jakhm jhele hain...!!❤️‍🩹

-


6 DEC 2024 AT 22:10

Ab dil main ush kadar pyaar wali baat nahi

Ab dil main ush kadar kisike liye jazbaat nahi

Yeh dil chahta to hai mohabbat mile ishe firse beintaha

Mujhe firse mohabbat milega
Mujhe esa lagta nahi 🥀

✍️ Chahat

-


19 SEP 2024 AT 13:52

Aaj fir dil yeh udash hai

Uski yaadon main rehta main

Ish dil ko kyun Raash hai

Mere khayalon main uska aana jaana jish kadar hai

Kya uske khayalon main bhi mera aana jaana ishi tarah barkaraar hai

Barkaraar hai..

✍️ Chahat Jain
IG: chahat_the_wizard_writer






-


6 AUG 2024 AT 22:32

Khush rahoon mein apne mein

Kyun kisiko pareshan karun

Kyun kisika intezar karun

Kyun khudko pareshan karun

-


6 MAY 2024 AT 21:54

Uska ab mujhe mohabbat Jatana bhi chhut gaya

Chhoti chhoti baaton par mujhe manana bhi chhut gaya

Mere Ruth kar offline ho jaane par uska call aana 💓💞

Kher ab wo uska mujhe yaad karna bhi chhut gaya 🥀

✍️ Chahat Jain
@Chahat_the_wizard_writer

-


30 MAR 2024 AT 14:27

Mere inn jakhmon ka

Main hi kusur waar hoon

Mere ish dard ka

Main hi jariya kaar hoon

Mile khusi ek pal bhi agar

To agle pal dard ki barish main soya

Main bar bar hoon

✍️ Chahat Jain
@Chahat_the_wizard_writer

-


4 NOV 2023 AT 11:49

Apne rishte ko pyaar ka naam diya tha

Tere khayal mujhe mehsoos ho rahe the esa kuch hua tha

Tere khayalon ko sunn leta tha tere bin kahe

Ish kadar mujhe tumse pyaar hua tha

Ish kadar mujhe tumse pyaar hua tha

✍️ Chahat Jain
Insta @Chahat_the_wizard_writer

-


14 OCT 2023 AT 23:26

Tuta to main bhi bohat hu

Par bahuto to khabar tak nahi

Haan mujhe taklif uski baaton ka bhi hua

Par maine ushe jataaya tak nahin 🥲🥀💔❤️‍🩹

✍️ Chahat Jain
Insta @chahat_the_wizard_writer

-


11 OCT 2023 AT 14:13

Toda mujhe mere pyaar ne hi hai 💔

Kiya tha jish se ishq toda ushi ne hai 💞

Kuch jyada hi umeed laga betha tha main ush par 🫂

Mere bharose par khanjar bhoka ushi ne hai 💘❤️‍🩹

✍️ Chahat Jain
Insta @chahat_the_wizard_writer

-


Fetching Quotes