Zindagi mai 4 din hote hai
2 din aapke haq mai
Aur 2 din aapke khilaf
Jb din aapke haq mai ho to ghamand mt kro
Aur jb aapke khilaf ho to sabr kro
Kyunki ye tumhare liye imtihan ka din hota hai
Example---- Allah dekar v aazmata
Aur lekar v- Zishan Anjum
15 DEC 2017 AT 20:03