Bewafa Tum Nahi Bewafa Hum
Nahi,
Bewafa Tou Yeh Zamana Hai,
Wafa Ka Daman Na Chorna Tum
Abhi To Zindagi Ne B Azmana Hai,
Duniya Ki Bato Mai Na Ana Tum
Is Ka Kaam Hi Dil Jalana Hai,
Sub Jante Hai Ye Log Ke
Teri Meri Muhabbat Ka Qisa
Purana Hai,
Jo Khuwab Duniya Chheen Le
In Khawbo Ko Nahi Apnana Hai,
Jo Hum Tum Ne Wada Tha Kiya
Use Ta_Qayamat Nibhana Hai.....
!¡!zahi!¡!- The PENSIVE POET
12 JUL 2019 AT 13:21