Itni tareef na kar-e-insaan..Tu iske layak nahi
Teri Dhadkan chala raha hai jo.. uski shaan main ye jaeez nahi
Kya sahi hai kya galat..Tu phehchan le..Kiyon Apne Andar ki Awaz ko Bahar Nikalta nahi
Apne kiye ki Dusron se dhoondta firta hai Sehmat
Phele Ye bata kabhi khodse koi Sawal kiya hai ya nahi.- Zaff's
11 NOV 2019 AT 10:56