3 JUN 2019 AT 19:09

Aaj kal ka pyar pyar nahi raha...
Digital dikhawa raha gaya bas..
Sab hota hai....
Naam likh k pyar dikhana...
Dp hata k gussa jatana....
Status laga k baat batana.....
Nahi hota tho bas pyar samjh pana...
Usko nibhana...
Aapni baat ko saadgi se jatana....

- yashu_writes