Waquar Ahmed   (वक़ार)
45 Followers · 19 Following

Joined 27 June 2018


Joined 27 June 2018
29 AUG 2018 AT 13:32

Sab tab hi chhor
Jaya karte hai'n,
Jab hmey unki adat
Ho jaya karte hai'n,

-


29 AUG 2018 AT 9:04

Sukoon maine apne dil ka kho diyaa,
Khud ko tanhai ke samndar me dubo diyaa,

-


28 AUG 2018 AT 20:53

Be_nam sa ye dard thahar kyu nhi jata
Jo beet gaya hai wo gujar kyu nhi jata,
Sab kuchh to hai kiya dhundti hai nigahe
Aakhir kya bat hai mai waqat pe so kyu nhi jata,

-


28 AUG 2018 AT 19:02

Koun marta hai'n yaha'n kiske bina,
Bas dam ghut_ta hai pal_pal yaha uske bina,

-


28 AUG 2018 AT 18:50

जिन्हे तुम मसुम_ओ_आम सम्झे
वही अर्मनो का क़तल_ए_आम कर गये,

जिस पे क़ुर्बान है हर खुशि
बिल_आखिर वही तुझे क़ुर्बान कर गए,

मन्गी मोहब्बत तुम ने ए " वकार "
तो बदले मे एह्शान कर गए,

-


28 AUG 2018 AT 16:48

Soch raha tha ke jeet
Rahey hai'n tujh ko ,
Waqat ne saabit kar diya , Jeet
Ke bhi haar rahey hai'n tujh ko,

-


27 AUG 2018 AT 19:32

Besaque mujhse rooth jatey tum
Par kabhi na mujhse door jate tum,

-


27 AUG 2018 AT 12:25

Koun kahta hain alag
Rahte hai mai or tum,
Meri yaado'n ke safar
Me humsafar ho tum,

-


26 AUG 2018 AT 19:02

Mushkil koi aan pade to
Ghabrane se kiya hoga,
jeene ki tarqeeb nikalo
Marjane se kiya hoga,
Sab mil kar shor machao
Tab chand pe roub pade,
Mai tanha jugnoo hu
Mere akele chillane se kiya hoga,

-


26 AUG 2018 AT 17:21

tamanna karte ho jin khushiyo'n ki
Duaa hai wo khushiya aap ke kadmo'n me ho
Khuda aap ko wo sab haqiqat me dei'n
Jo kuchh bhi aap ke sapno me ho

-


Fetching Waquar Ahmed Quotes