Mera Khuda Aur Jahan Ka khuda
Mere khuda aur , jahan ke khuda
mein fark , itna hai , mere dost
Ye mere , Dil mein , baste hain
Wo jahan , ke Kan kan , mein basta hai
Mureed dono , kaa hoon mai
Jab mera , khuda hansta hai , toh wo bhi , khul kar , hansta hai
Jahan tak , Mahobbat ki , baat aati hai
Banda Ikk se , karta hai
Wo saare , jahan se , karta hai
Banaya mere , khuda ko bhi , Rubb ne,
Pyaar , Mahobbat , aur Dil ko de kar
Jazbaat daale , Ulfat ke dost
Jag kaa , khuda kya nahi , kar sakta hai
Sazda dono ko , karta hoon
Jab pyaar se , mera daaman , bharta hai
-
15 DEC 2022 AT 19:29