11 JUL 2017 AT 23:26

Likhna shauk ni hai mera ,
pr isi bahane kuch baatien hi ho jaati hai,
Kabhi kuch dil jeet leta hun,
aur kabhi dil k ghaao pe marham hi lag jaati hai.

-