Is duniya me aau ki nahi,
Agar aayi bhi to wo samman milega ki nahi...
Manvata hee khatam ho gayi hai is zalim duniya me,
Mujhe bhi zinda jala dega to koi nahi...
Kab tak sahegi is desh ki beti darindo ka atayachar,
Koi mujhe batayega sahi...
Kya tu insaan nahi ya fir me insaan nahi ,
Ya fir kya hai insaniyat ,
Iski thujhe khabar nahi...
Bahut jala lee mombattiya chauraho par,
Ab jinda jalaya jaye in balatkariyo ko to sahi...
-