Sapna Toota Hai to Dil kabhi jalta Hai😢
Haan thoda dard hua☺ par chalTa Hai ✌
Har lamha Kat Raha mushkil se
Dosti ho gayi tanhayi se
Umeedon ka kinara deh gya
Yaadon ka Sahara reh gya
Yr Tera intezaar karte karte jab ye Dil jalta Hai 😃😃
Han thoda dard hua par chalTa Hai ✌- RMJVS
4 JUN 2018 AT 22:09