27 AUG 2019 AT 10:23

Ulfat ka saaya gheere baitha hai,
Diya tale hi andhera baitha hai.
Gum ki Shyam mei mayuus na ho,
Iske Baad hi toh tera ujla savera baitha hai..

- Vijesh Sehrawat