Ab mujhe pyaar nahi karna
Kyu ki mujhe pta hai ki
Pyaar Kis haad tak chot de sakta hai
Ab mujhe pyaar nahi karna
Kyu ki mujhe pta hai ki
Pyaar me log apni fitrat kese badalte hai
Ab mujhe pyaar nahi karna
Kyu ki mujhe pta hai ki
Pyaar kitna rula sakta hai
Ab mujhe pyaar nahi karna
Kyu ki mujhe pta hai ki
Pyaar dil k kitne tukade kar sakta hai
Ab mujhe pyaar nahi karna !
Ab mujhe pyaar nahi karna !- Barish ✍
5 NOV 2022 AT 14:00