Maa to maa hoti h,maa apni ho ya kisi or ki maa to maa hoti h.
Kese maa shabd ko galat bol sakta h koi,usse puchho jinke pass sab hota h fir bhi maa nahi hoti....
Maa hi h wo jo tumhe janm dekar nirakar se akar deti h,
Maa hi h Jo sansar ko sakar karti h.
Fir bhi kabhi apni bare m nhi sochha karti kyun ki maa to maa hoti h........- Veer
9 NOV 2019 AT 23:16