Rukhsat Hua To Aankh Mila Kar Nahi Gaya Wo Kyun Gaya Yeh Bhi Bata Kar Nahi Gaya
Wo yun Gaya k bad e saba yaad aa Gai
Ehsas tak bhi hum ko dila kar nahi Gaya
Yun Lag Raha Hai Jaise Abhi Lout Aaye Ga
Jate Hua Charagh Bujha Kar Nahi Gaya
- Vedant
11 AUG 2020 AT 18:51