UMANG RANA (NIKKU)   (um4ngr4n4)
35 Followers 0 Following

read more
Joined 28 February 2018


read more
Joined 28 February 2018
10 AUG 2020 AT 11:09

Kaali raat main roshni khojoge toh koi fayeda nahi , Roshni ke hote hue andhere ko khojoge toh tum kisi kaam ke nahi.

-


17 MAY 2020 AT 11:05

Jede bolde ne main kuch kehnda ni
Jede aankhde ne main kade sunda ni

Ona nu ki pata kinne vadde n vichaar mere
Ki dassa main ona te kite upkaar mere

Hunda farak mereya swaala vich si
Saale talde si jawaab mera dinde sige ni

Mainu maada bol vaeriya nal jaande ral si
Hun pyi aa latt te meri yaad aayi aa
Par putt main daddy tera inna fuddu nayi aa

-


12 NOV 2019 AT 17:40

Nami hawa main mehsoos hoti hai
koi na koi rooh bewajah nahi roti hai
Zara aansuo ki keemat ko samajhna seekho
Zara sa dukh ko muskurahat se maarna seekho

-


12 NOV 2019 AT 17:28

Jhoothi izzat mujhe raas nahi aarhi
Apne kirdaar chinta ab mujhe kucch khaas nhi bhaa rhi
Mujhe sachayi se rubaru holene do
Mujhe zara sa badnaam holene do

-


9 NOV 2019 AT 13:02


Udne ka khyaal main chorh deta, magar asmaan ko choona abhi baaki tha

Hassna main chorh deta, magar abhi nakli hassi ke bajaye asli hassi hassna baaki tha

Himmat main chorh deta, magar yaha se lautkar jana maine kis k paas tha

Jeena main chorh deta, magar abhi apne aap ko uss mukaam pe dekhna baaki tha

-


8 NOV 2019 AT 21:31

Meri likhawat ne mujhe vo zabaan di hai jo bina bole sab kucch keh jati hai
Ab ankahi baatein sirf dil main bojh bankar nahi rehjati hain
Jo kabhi thi keel vo ab makhmal banke mere iraado ko sehlati hai
Ab nafrat nahi bas tujhse pyaar ki baatein hi khayaalo main aati hain

-


7 NOV 2019 AT 22:12

In this world of “LAMBI/CHOTI RACE KA GHODA”
Be a “GHUDSAWAAR”

-


7 NOV 2019 AT 21:46

Galti se mere dil ki gehrayi main koodkar dekho kabhi sateh par nahi aa paoge mera waada hai💘

-


6 NOV 2019 AT 19:32

Zindagi ka fayeda kucch aise uthana hai ke jis din na rahu iss duniya main toh mela lag jaye

-


6 NOV 2019 AT 16:27

Dosti se nahi main darta
Bas insaan ko rang badalte mujhse dekha nahi jata

Kisi insaan se nahi main darta
Bas insaaniyat se bharosa apna khatam hota dekha nahi jata

Bharosa karne se nahi main darta
Bas khud ki khushi ko khudkhushi banta mujhse dekha nahi jata

-


Fetching UMANG RANA (NIKKU) Quotes