6 SEP 2018 AT 8:20

Nazar ko nazar ki nazar se na dekho..
Nazar ko nazar ki nazar lag jayegi..
Aur nazar ko nazar ki nazar lag gyi to..
Nazar vo nazar se nazar na ayegi..

- Shailey(uditi)