28 JAN 2018 AT 4:01


Wo kehte hain, "tumhaara ikhtiyaar nhi mujhpe"
Maine kaha, "kya tumhe aitbaar nhi mujhpe"
Wo kehte hain, "tumhe meri har baat pe hai aitraaz"
Maine kaha, "tum bhi to ho jaati ho itni jaldi naraaz"
Wo kehte hain, "logon ko nhi dikh sakte hum saath"
Maine kaha, "shukr h ki bata diya ye baat"

- Tamseel Aquib