Log kehte hai ..
Mai paagal hu
Kyuki Mai bewajah muskuraati hu..
Log kehte hai
Mai bewakuf hu
Kyuki Mai anjaan logo ki madat karti hu..
Log kehte hai
Mai pathar hu..
Kyuki Mai dikhaawa nahi karti hu..
Log kehte hai
Mai anaadi hu..
Kyuki Mai har insaan mein kisi apne ki parchai dhundti hu..
-