Ramzan Ki Barqat Kuch To Rang Layegi,
Dua'ye Yuhi To khali Wapas Nahi Aayegi,,
Jis Azaab Se Duniya Dar Gayi Hain,
Us Azaab Ko Khuda Ki Rahmat Harayegi...-
Gharo Main Naye Naye Pakwaan Banaye Ja Rahe Hain,
Wahi Kuch Gareeb Bhukhe Pet Pedal Hi Ghar Ja Rahe Hain...-
Ishq Main Log Kese Kese Sawaal Karte Hain,,
Yasi Log Tera Kitna Khayal Karte Hain.
-
उम्र के लिहाज से देखा जाए तो कोरोना से सबसे ज्यादा मौत 80 साल से अधिक उम्र के लोगों की हुई है, जबकि 10 से 19 साल के बच्चों में मौत की दर 0.2 फीसदी ही है.
-
Kuch Shakss Bade Bade Kirdaar Liye Firte Hain,
Wo Samjhte Hain Zamane Ko,
Isliye Chehre Par Do Tarah Ke Naqaab Liye Firte Hain...-
Dekh Kar Baat Kar Liya Karte Hain,
Warna Kaha Aaj-kal Log Kisi Ka Khayal Kiya Karte Hain...-
Sifarishe Mojud Hain,
TalabGaar Ka Pata Nahi,,
Maahe_Ramzaan Bhi Aa Gaya,
Momin_Musalman Ka Pata Nahi...-
Baatuni Nahi Ruhaani Ishq Chahta Hai,
Yah Mera Dil,
Meri Tarah Hi Mohabbat Nibhane Wala Chahta Hain...-
Dekh Kar Baat Kar Liya Karte Hain,
Warna Kaha Aaj-kal Log Kisi Ka Khayal Kiya Karte Hain...-