Log kehte hai agar koi sacche dil se maafi maange to use toh bhagwan bhi maaf kar dete hai...
Par aj kal toh agar kuch logo ke samne jitna roo ya gidgidaon unko kuch farak hi nahi padta...
Kabhi kabhi toh mujhe ye lagta hai ki ye log khud ko bhagwan se bhi jyaada samajhte hai..
-