QUOTES ON #SAQIBSHAAMI

#saqibshaami quotes

Trending | Latest
25 JUN 2020 AT 15:39

Meri Daastan e Hasrat woh suna suna ke roye
Mere aazmane wale mujhe aazma ke roye
Koi aisa Ahle Dil ho ki fasana e mahabbat
Mai usse suna ke roou woh mujhe suna ke roye

-


27 JUL 2020 AT 14:51

Sunniyat ke Haami Mere Pir Saqib Shaami

-


15 JUL 2020 AT 21:13

Mehfil e Saqib mai beth kar toh dekhiye
Ishq e Mustafaﷺ dil mai na bass jaye toh kehna✨

-


10 SEP 2020 AT 13:17

Shirk tha jab Naaz karna Ahmad e Mukhtaar parﷺ
Nukta cheen the logg ilm e Syyed e Abraarﷺ par
Iss kufr par ek din Masheeyat ko jalal aa hi gaya
Mere Aaqaﷺ ki mahabbat ka suwaal aa hi gaya
Surat e Taskeen ki nikli dil e Simaab se
Ek kiran phooti achanak charkh par Mahtaab se
Uss kiran ko Ahle Deen Ahmad Raza kehne lage
Ummat e Khatm ur Rusulﷺ ka peshwa kehne lage
Uss kiran ne raah e emaan ko munawwar kar diya
Phool toh hai phool khaarun ko Gul e tarr kar diya
Imame Qom ummat k nigehban Zindabad
Mufti e Ahmad Raza khan Zindabad

-


9 JUN 2020 AT 16:17

😎SSS😎

-


8 APR 2022 AT 0:47

Suna Hai Teri Mehfil Me Sukoon-e-Dil Bhi Milta Hai..
Magar Ham Jab Bhi Teri Mehfil Se Aye Be Qarar Aye
😔😔😔😔😔😔😔

-


9 APR 2023 AT 23:23

Insaan ki fitrat par lehje ka bhot aasar hota hai,
Agar achhi baat bhi sakht lehje me kahi Jaye to. Buri lag jati hai,
Aur kabhi kabhi buri baat bhi naram lehje me kahi Jaye to buri nahi lagti..

-