Kisise kabhi kuch asha mat karna...
Or, Jo aapse pyar karte hai,
Usper kabhi sandeha na karna...-
22 AUG 2019 AT 9:51
17 AUG 2020 AT 11:35
Jab ap ek kaam suru karne jate hoo
apke dimag us kaam ko leke koibhi sandeha naam ki chij paida hogayi na
wo sandeha naam ki chij apka banaya hua kaam bhi bigad deti hai-