Pehli nazar ka pyar hota hai.❤
Gujar raha tha yunhi ik bazar se.
Ik meethi si awaj sun kar tham gaya mai.
Jab meri nazrein tum ko chhu kar gayi pehli dafa.
yaqeen hua ki pehli nazar ka pyar hota hai.
Mai takta chala gaya tumhein yunhi bekhof bhare bazar mai,
Laga ki jhuka rahi ho nazrein tum iqrar main,
Mera hosh jo ki kho raha tha.
Yaqeen hua ki pehli Nazar ka pyaar mujhe ho Raha tha.
Kuch pal ke liye ruk sa gaya mai.
Khayalo Mai tumhare gum ho gaya mai.
Khaawon ke gharo ko bunna mera shuru ho gaya tha.
Laga ki ye waqt bhi kahin kho raha tha.
Yaqeen hua ki pehli nazar ka pyaar mujhe ho raha tha..
To be continued in caption ❤
-