Har dard se duur rakha
Palkon ki chaao tale aapne humein rakha
.
Bimaar hojau ya zindagi haathon se jhut jaye
Aapne maa durga hi tarah kavach dia
Maut se ldkr aapne mujhe fir ek baar naya janam dia
.
Ab farz mera haii mujhe jo nibhana hai
Aankhon mei aasu ek na aane dena hai
Dard, aapse pehle mujhe sehna haii
Jiyu jbtk teri chaoon mein rehna haii
.
Marte waqt bhi teri godd mein rehna h
Band kru aankhein jb apni
To tera hi haath un pr se sehel wana h
.
Dua hai meri yeh
Aanchal tale tere rehna haii!!
-