QUOTES ON #MHBT

#mhbt quotes

Trending | Latest
17 JAN 2021 AT 16:54

Nhi to aap Husn-E-Yousuf hainn
Nhi hum koi misr k tajir..
Apni is berukhi ke daam zra km kareinn..

-


13 JAN 2021 AT 16:19

Kamaal ka taana de rha hai aaj Dil
Koi tera hai to kahann haii.

-


30 NOV 2020 AT 14:23

Jab pyar ki Nazar himmat dikhatii haii na..
Tb darrr bhi nazar jhuka leta haii...

-


9 NOV 2020 AT 21:49

Shukr haii Aansuwo ka koi rang nhi hota.
Warna subha ke ujalo me rangeen takiye sabka raaz khol diya karte..

-


27 NOV 2020 AT 14:50

Jab usne kaha thha bhul jana mjhe...
Tb pehli baar mjhe apne zaheen hone par afsoos hua thha....

-


16 NOV 2020 AT 10:21

Khayal apna
Pasand apni
Mijaaz apna
Kamal kya haiii????
Jo yaar chahe wo haal apna bna ke rakhna kamal ye haii.

-


11 NOV 2020 AT 23:59

Ayee ISHQ ko haseen batane wale lgta haii
Tera ISHQ abhii naya naya haii.

-


9 NOV 2020 AT 6:39

Logo se yad na krne ka shikwa nhi kr.
Qki jo RAB ko bhul skta h.wo sb ko bhul skta h.

-


26 NOV 2020 AT 9:48

Khaak pr khaak dalein isme milayeinn mujhko.
Me ek mzk hu.sb mlkr udayeinn mujhko.

-


31 OCT 2020 AT 21:14

Nikah ka laalach dekar ruhh kii dhajjiyaaa
Udaane walo iska qarzz tum apne gharo se adaa karoge..

-