وہ جو نہ تھے تو کچھ نہ تھا
وہ جو نہ ہو تو کچھ نہ ہو
جان ہے وہ جہان کی
جان ہے دو جہان ہے
-
Jee Chahata Hai Touhfay Mein Behjoun Main Unhein Aakhein
Kay Darshan Ka To Darshan Ho, Nazranay Ka Nazrana-
Kya manzar hai
Huzoor e Pak ke
Gumbad ka,
Dekhti jaati hun
Tadap badhti jaati hai,
Ab toh bas yahi
Dua hai Rabb-e-Karim se,
Jab tak dum nikle,
Yahi manzar naseeb hota rahe-
Nazre qaram hui rab ki
Tujhpe aye mitti
Jo tu madina me bicchi hai
Sarqare do Jahan hai sath tere
Teri khush naseebi hai-
Us mitti ka muqaddar
jo galiya Mili madeena ki
Subhan Allah
Mila sath sarvare qounain ka
rutba badha diya rab ne
Masha Allah-
Moosa (AS) ne Jis
Raste se Darya Paar kiya,
Fairoun Usi Raste par Doob
Mara.
Raastoun par nahi, Rehbar
(Allaah) par Bharosa rakho.
-
My dream is always to be there
Then it comes the day i was there.
The home and chosen place
Of our beloved prophet.
No place is better than there
Madina,
That's where i always want to be.
My first morning i wake up there,
With excitement and happiness .
Everywhere i see blue skies
Bright colours fill the streets.
A smile on everyone's face
Everyone is serene and free.
Oh Madinatun Nabi...
My heart beat fast out of happiness
My tears flow out of joy ...
Oh Madinah
A city once lived by my beloved
The chosen one,
trustworthy,kind,well informed,
fair, honest, shy, patient, loving and caring man....
-
Ilahi aarazu e deedae purnam nikal jaaye
Nikal jaaye majale koshishe bekham nikal jaaye
Khalil Warsi ke dil se pecho gham nikal jaaye
Muhammad kehte kehte mera ye dam nikal jaaye
Ilahi koi aesa intezam ho jaaye-