Sometimes,
the person who tries to keep everyone happy in the beginning
becomes lonely till the end...-
Waqt ne apno ka bhi chehra kya khoob dikhaya hai
Musibat aate hi apnon ko khud se door paya hai
-
मेरे शेहर में
तुम्हें आना होगा,
कितने सारे सवालों के
जवाब पुँछ ना है ,
उनके जवाब देना होगा।
यु टुकड़े टुकड़े करके हमें
तुम आराम से सो नहीं सकते,
अपनी कुछ निदे तो तुम्हें
भी क़ुर्बान करना होगा ।-
Tumhare liye choda tha bachpan khudko sawara to nahi tha
Khana me milaya tha zahar tumne mein paraya to nahi tha
Khud khaya karti thi biryani korma polau tum
Khilaya tha tin din ka roti mujhe kya mein pyara nahi tha
Dekha tha meine tumhe apne godh me sulate usko
Dhakka maar nikala tha kamre se kya hujra humara nahi tha
Apna sab kuch gawa kar aaya tha tere chaukhat pe
Mujhe sareaam nilam kiya kya mein bechara nahi tha
Rakkha karti thi tum apne bete ko sehzada bana kar
Chhale pade haato se karati thi kaam kya mein dulara nahi tha
Meri nilami ki chah me ek masoom ko barbad kar diya
Lagaya tha balatkaar ka ilzaam tumne yaar mein to koi awara nahi tha-
Log bhi bade KHUDGARZ hote hai jab tak hum unki haan me haan milaye tab tak ache dosth bane rehte hai...
-
Ulfat badal gyi kbhi niyat badal gyi
Khudgarz jab huye, toh phir seerat badal gyi
Apna kusoor dusro ke sar daal kar
Kuch log sochte hai haqiqat badal gyi ,,.-
Agar shikayat hai tumhe ki log tumhe yaad nhi karte,
To yaad rakhna bina wajah to log khuda ko bhi yaad nhi karte..!!!
*TRUTH OF HUMAN LIFE👍*-
Kahte hai ki mushkilon k waqt hi apno ka pta chalta hai....
Aaj hame sab samj aa hi gaya🙏-
ये ना पूछो की ज़माने में किस किस से खुद को बचाया है
जिसे भी मिला उसने खुद के लिए ही मुझे आजमाया है-
इंसान अकेला भी अपनी आदतों से होता है
और व्यस्थ भी अपनी ही आदतों से।।।
😇😇😇-