अगर,मगर और 'काश' में हूँ
मैं खुद अपनी तलाश में हूँ-
अपने तलाश को विराम दो,
अक्स को पहचान लो और
समय मिले तो हमारे Quotes पर भी ध्यान दो-
Ho gaya goya sab kuchh hasil use,
zindgi mein usne Ab tak jo khoya hai-
Khud Ki Talaash Kar E Bande
Duniya Ke Iss Bhavar Mai
Tu Apna Rasta Mat Bhatak..
Chahe Ho Kitne Hee Oonche Chattan
Ya Bhale Ho Ghane Baadlo Ki Chadar..
Aage Chalkar Hai Teri Bhi Raah
Sunhare Phoolon Se Saji..
Wahan Pahuchne Ke Liye
Kuch Kaaton Se Hokar Toh Gujar..
Accha Bhagya Me Likha Jo Tere
Wah Tohfa Anmol Paane Ke Liye
Tu Khud Ki Talaash kar E Bande..!-
जारी है
जब तक ख़ुद से रूबरू नही होते
जब तलक हम तुमसे नही मिलते
एहसास ए जहां जारी है
ख़ुद की तलाश जारी है-
Haa mujhe sukun hai......
---"isliye nahi kyunki me sabse door hu
Balki Isliye kyunki me khud ke bahut karib hu"---
-
Baad muddaton ke
usne khud ko paaya hai,
Aaj pehli baar wo
chain se soya hai...-
Mai tumhare sath hoti hu to khud ko hi kho deti hu,
Aur bs yhi nahi krna tha mujhe,
Isliye CHHODH diya tumko! 🖤-
Duniya ki Ruswai me kho baithi hu,
Zindagi ki hasraton mei kuch kami si aa gayi hai,
Har waqt khudki kami sun nafrat kar baithe hai,
Ab tod bandishe sari khulke jina hai,
Khud ki talash kar zindagi ki rooh ka sapna hai.
Akeli hai kuch pal ki yaaden jis me meri hifajat ki zaruri hai,
Mohabbat me hari maine apni khushiyan hai,
Ishq me shikaayat kar usse hasil karne ki khosis ki,
Apne khud ki talash me zindagi lutaye Bethe hai.
Kar ke khosis yeh soch khud me nazil ki hu,
Haar haar ke khud ko jitane ke kabil banaya hai,
Waqt barbad kar khud ko ab paya hai,
Kismat ko bhut azamaya hai ab khud ko azmana hai.
Himmat ke yaa allah mujhe ab jina hai!
Kismat ko kar hawale tere, chain ki sanse leni hai,
Yakeen kar tera khud ko azamayi hu,
Mohabbat ab khuda se ek pehchan banana hai.
Waqt ko khuda ke sath ab harana hai.-