QUOTES ON #KABHIKABHIPOETRY

#kabhikabhipoetry quotes

Trending | Latest
24 OCT 2017 AT 11:46

Kabhi kabhi humne bhi apko dur se dekha hai,

Jo baat apko kahe naa sake woh khud ko hi kahe laaya hai...

-


24 OCT 2017 AT 11:26

Kabhi kabhi humne bhi apne jee ko sambhala hai,

Jo baat khud nahi samajh sakke wo aauro ko samjhaya hai..

-


30 JUN 2017 AT 11:41

kabhi kabhi boht uljha hua mehsoos karti hu..
apni zindagi ko,
alag alag taaro me uljha hua pati hu....
aapas me jujte hue dekhti hu,
is uljhan se nikalna chahti hu,
par itni koshishe sab yun hi chali jati hai..
fir thak kar ruk jati hu,
tutne lagti hu,
kabhi boht aansu bahane ka man karta hai....
fir sab aansu ponchke
puri himmat k sath
fir uthne ka faisla karti hu...
kabhi raaho se darne lagti hu ,
kabhi manjil se,
kabhi khud hi khud ka hausla badhati hu..
kabhi khud hi himmat todne lagti hu..
kya chahti hu, khud nahi samjh pati...
kabhi jo hota h usme hi kho kar reh jati hu...
fir achanak nind se jagti hu..
khuli aankho se sapne dekhti hu...
fir haqeqat se milti hu..
mudti hu fir kisi alag raste par, 
Sochti hu kahi se to meri manjil aaegi ....

-


2 FEB 2020 AT 20:08


Teri mohabat ne mujhe shayar bana diya,
Teri mohabat ne mujhe shayar bana diya,
kya kiya jadu jo tune is qadar ki,
zindagi n kabhi gazal toh,
kabhi shayri karna shika di..!!

-


24 OCT 2017 AT 12:20

Kabhi kabhi jo baatein khud par guzri hoti hai shayad usse jyada acha koi aur nahi samjha sakta..!!

-


7 APR 2021 AT 8:54

Aa gye fasle toh kya hua...Hota hai kabhi kabhi , ishq , mohabbat , pyar ke saath thodi narazgi bhi kabhi kabhi !
Chahat ki rah bhi tum , din bhi tum , sham bhi tum , baato mai hoti tumhari baat kabhi kabhi , na Lao ye duriya ki ho mulakat ab kabhi kabhi , Chupkar pyar kia humne kabhi kabhi ab tanhaiyo mai ro dete hai tum bin kabhi kabhi , yaade abhi bhi vahi hai , naate abhi bhi vahi hai bs tum ek baar fir kehdo ho jati gaalitya bhi kabhi kabhi...Dil ko dhadka do kabhi kabhi , vaisi khushiya ab la do kabhi kabhi ..Fir jud jaye bhul kar saare gile sikvye , haaton mai ab haath thambkar kehdo ab kabhi nai ...kabhi nai

-


5 JAN 2021 AT 23:41

गर रूठी होती झूठा ही सही
तुम्हे मनाने की कोशिश लाख करता।।

मोहब्बत मानी ही कहाँ तुमने मेरी
मैं तुमसे नफरत क्या खाख करता।।

-


23 MAR 2019 AT 12:33

Kabhi kabhi kuch baatein ankahein rahe to he acha lagta hai...

Kabhi kabhi kuch baaton ko bina kahe he keh jane mein acha lagta hai...


Kabhi kabhi agar aapki baatein koi bina kahe samajh jaye toh bohot acha lagta hai...

Kabhi kabhi jab aapko aapki khamoshi parne wala mil jaye tab bohot acha lagta hai...


Jab aapko koi aisa milta hai jo aapki aakhein aur chehra dekhkar aur aapki aawaz sunkar he samajh jaye ki aap khush ho ya gussa ho ya fir dukhi ho ta na sabsey zyada acha lagta hai!!!

-


5 JAN 2021 AT 22:05

कभी तो ज़रा सी मोहब्बत हुई होगी हमसे,
इतनी शिद्दत से नफ़रत कोइ आसान काम नहीं।

दिल इतनी खूबसूरती से तोड़ा जो
कभी कोशिश तो की होगी हमें समझने की।

तेरा प्यार ना मिला ना सही
तेरी नफ़रत ही मेरा ओदा बढ़ा गई।

-


11 JUN 2020 AT 21:36

Kabhi Kabhi jab-
"Nasha pyar Ka ho pyar se to kamaal karta h,
Aur jab Nasha pyar Ka ho dosti se to bawaal karta h"...✍️

-