Aasaman ke chand-sitaron ka
shok nahi hai mujhe
tum apni pehli tankhwa
se mujhe Jumke bhi la doge
to zindagi bhar ke liye
Qubool ho tum-
uthate h kalam jab us akhiri mulakat ko bayan karne k lie
yah nigahen namm hokar reh jati h
or mai teri yaadon me kho kar
-
To the person I just cannot unlove,
you made me, Me
(READ THE CAPTION)-
Real Appreciation of someone's efforts is as beautiful as making efforts for someone
-
apni hi aankhon par maano shaq sa hogya
jab deedar unka ek saal bad hua
na socha tha kbhi ki dil
itna zor se dhadkega
maano ek pal me yeh dil
mera na rehkar unhi ka phirse hogya
jab deedar unka ek saal bad hua
hasi thi unke chehre par jise dekh kar jise dil mera b khush hogya
phir socha ki us muskan ki wajah ab mai nahi
bas yhi sochke jhakham hara sa hogya
apni hi aankhon par maano shaq sa hogya jab deedar unka ek saal baad hua
-
likhne ko tum par puri kitaab likhde
tum kaho tumse judhe jazbaat likhde
nahi chahte ki baat ab aage badhe tumse kisi bhi tarah
warna tum kaho to uthale kalam or tumhari aukaat likhde....-
To all those who took advantage of my kindness..
Get ready for a heartless version of me-