I found what was lost,
some years ago - HER-
Bachpan k wo purane kissay ur wo yaade aaj bhi taza hai.
Bus un sunehre pal ko aaj hum kahi piche chod aaye hai.
-
जानती हो ये धूप की रोशिनी भी बड़ी ही चालाक है,
हर लम्हें मैं ना जाने क्यों तुम्हारा दीदार करवा जाती है,
इतनी गर्मियों मैं भी कम्बख्त ये तुम्हारे जिस्म की ठंडक का एहसास करवा जाती हैं,
और ये सुबह-सुबह की ताज़ी हवा ओ हो बड़ी ही मासूम है,
ये मुझे गुदगुदा कर तुम्हारे होठों की याद दिला जाती है,
पता हैं एक बात जब तुम्हारी आँखें खुद मे पानी ले आती हैं,
तब ना वो मेरे हर मुस्कुराहटों पे आँशु फेर कर चली जाती है ...-
दुनिया के सामने अक्सर हार जाती हूँ,,
बचपन के दिन फिर से जीना चाहती हूँ,,
जहाँ ना कुछ पाने का जज्बा था,ना किसी अपने की फ़िक्र थी,,
पूरा दिन खुद के लिए जीते थे,ना किसी सपने को पूरा करने की चाह थी,,
क्या खूबसूरत जिंदगी थी,कितनी आसान बचपन की राह थी,,
वो दिन तो वापिस नही आयेंगे, लेकिन जी लू बचपन को किसी और के सहारे,,
"hpy children's day"सच मे बचपन के दिन थे बड़े प्यारे,,
hpy children's day😊-
Meri Maa
Puri zindagi apni humare upr bita di jinhone
Khud hr taqleef sehkr humpr ek aanch na aane di unhone
Apni hr taqleef ko bhulkr humare liye jeeti h jo
Humari har khushi mein hmse bhi jyada khush hoti h wo
Humara dard dekh ankhon se aansu nikalte h jinke
Khuda ne di h pairon ke neeche jannat unke
Chot lgti h humein mgr dard unhe hota h
Humein zara sa bhi preshan dekh dil unka rota h
Jinki hr dua mein bs humara zikar rehta h
Jinki hr saans mein bs humari fikar rehti h
Humari khamoshi ko padh humare dil ka haal smjh leti h jo Uprwale ki di hui aisi nemat h wo
Jinki hr saans mein samayi hui h ruhaniyat
Jinse kayam h is jahan mein insaniyat
Jo hr wqt musalsal humare sth khadi rehti h
Wo paak daman harpal bs humare liye hi dua kiya krti h
Humari glti hone pr bhi humein pyarse apne hathon se khana khilati h jo
Papa ke daatne pr humara sth dete hue,humein bachati h wo Khoon-E-Dil dudh ki surat pe humein pilaya h jinhone
Apne sapno ko choor kr humare spne sch kiye h unhone
Seeshe se bhi jyada saaf h dil jinka
Meri maa naam h unka-
Janab zara gaur farmaiyega
Humein likhna kaha aata humto bas rakhte hai apne dil ke jazbaat
Warna itne bade diggajo ke samne humari kya aukaat-
My hair, I and cancer,
The tragic Love-triangle...
Cancer won.
Hair sacrificed..-